Volvo kaha ki Company hai | Volvo Kis Desh Ki Company Hai

Volvo car apni sensibility, safety or reliability ke liye jaani mani yah ek luxury automobile hai. Baat ki Jaye ki Volvo Kis Desh ki company hai to aapko Bata de ki yah brand Europe se aaya tha aur Volvo car ek Swedish Company hai. 

Volvo car apni Automotive safety ke liye saalo se famous hai. Aapki Jankari ke liye Bata De ki Volvo car ko Ford motor company Ne khareed liya tha sath hi sath 1999 se 2010 tak yah primary  Automotive brand ka part bankar rahi thi. 

Volvo company trucks, buses or construction equipments bhi  banati thi lekin Ford motor ne yah company khareed li uske baad yah car manufacturing karti hai

Also Read – Hyundai Kis Desh ki Company Hai

Volvo company kisne establish ki thi 

Volvo company ki establishment “Assar Gabrielsson and Gustaf Larson” ne 1927 mei ki thi. Volvo car ka manufacturing plant Chine mei hai aur abhi filhal iska pahla manufacturing center United state mei South Carolina mei Sweden, Belgium mei hai. 

Volvo cars ke bare mein Khaas baaty 

Safety – volvo cars ki manufacturing mei safety ke naye technology ko apnaya hai jaise ki 1959 mein 3 point seat belt jaisi technology jo ki ab world ki sabhi cars mei provide ki jaati hai. 

Safety ka system- yah ek advance feature hai jisme koi automatic breaking facility hai jisse road per cycle aur baaki ke vehicles chalte hai to accident ka risk kam ho jata hai. 

Environmental friendly- Volvo cars 2030 tak completely electrical car brand banne ja rahi hai aur Volvo car pahle se hee plugin hybrid aur completely electrical model ki tarah hai jisme koi Volvo XC40 recharge aur upcoming Volvo EX90 Shamil hai. 

Volvo car design and comfort – Volvo cars best material use karne aur bade interior ke sath open interior system provide karti hai jo ki ek premium driving feel karvati hai. 

latest price list of Volvo car models available in India in August 2024 

ModelPrice Range (INR)Type
Volvo XC90₹1.01 CroreSUV
Volvo XC60₹68.90 LakhSUV
Volvo S90₹68.25 LakhSedan
Volvo XC40 Recharge₹54.95 LakhElectric SUV
Volvo C40 Recharge₹62.95 LakhElectric SUV

Conclusion 

Aaj is article Ke jariye humne Volvo car ke bare mein detail mai  jankari di jis mai ki Volvo naa keval high-quality cars ko manufacture karne per focus karti hai. sath hi sath safety, technology aur electrification per bhi dhyan deti hai aur Volvo car Advanced Driver Assistance System (ADAS) ke sath available hai. 

Also Read – kia kis Desh ki Company Hai

Also Read – Jaguar kis Desh ki Company Hai

Leave a Comment