kia kis Desh ki Company Hai

Kia Motor Corporation Jise hum Kiya Motors bhi kahte hai ek multinational automobile aur electronic vehicle manufacturing company hai.  Ab baat ki Jayegi Kia Kis Desh ki company Hai to hum aapko bata de ki Kia Motors “Dakshin Koriya” desh ki company hai. Kia Motors world mein apni passenger cars bechne ke liye famous hai

Yeah Dakshin Koriya ki sabse purani car manufacturing company hai aur present mein yah Heavy truck, Military vehicle or passenger vehicle banati hai.  Jaha per Hyundai Motors pahle number per aur Kia Motors Desh Ke dusre number per sabse Badi kar manufacturing company hai jo aaj ek hee hai. 

Kia Motors ki establishment 

Kia India ke sath sath Europe ki badi badi countries main apni cars ko sale karti hai. Kia Motors ki establishment June 1944 mein hui thi tab yah company cycle ka manufacture karti thi. uske baad 1957 mei Kia company ne Honda ki motorcycle ka production start kiya, uske baad Kia Motors ne 1962 mein pahli baar Truck ka manufacture karna shuru kiya aur 1974 tak company ne apni Pahli car “Breja Range” ko market mein launch kiya. 

Kia Motors ke owner 

Aapko Bata de ki 1998 mein yah company khud hi run kar rahi thi lekin financial problem ki vajah se Kia company ne 1997 mein khud ko bankrupt bata diya tha fir Hyundai ne 1998 mein Kia company ko khareed kar apne sath mila liya aur aaj Kia company Ke Malik aur Hyundai company Ke Malik Ek Hi Hai Jinka Naam “Chung Ju-Yung” hai. Kia company ka India mein 2019  mein startup hua tha aur yah sabse teji se badhti car companies mei se ek saabit hui hai. 

kai cars model list with its price list in Indian currancy

Car ModelFuel TypeTransmissionMileage/RangePrice (INR)
Mahindra Thar RoxxPetrol, DieselAutomatic, Manual₹12.99 – 20.49 Lakh
Citroen BasaltPetrolManual18.00 KM/L₹7.99 Lakh
Tata Curvv EVElectricAutomatic502 Km/Full Charge₹17.49 – 21.99 Lakh
Hyundai Venue N LinePetrolAutomatic, Manual17.50 KM/L₹12.08 – 13.9 Lakh
BMW 5 SeriesPetrolAutomatic15.56 KM/L₹72.9 Lakh
MINI Countryman EElectricAutomatic452 Km/Full Charge₹54.9 Lakh
Porsche Macan ElectricElectricAutomatic₹1.22 – 1.69 Crore
Ferrari Purosangue SUVPetrolAutomatic10.00 KM/L₹10.5 Crore

Conclusion

Aaj is artical ke jariye humne jana ki Kia company ke owner kon hai, Kia Kis Desh ki company hai aur bankrupt hone ke baad ise Hyundai company ne ek Parent company ki tarah chalaya aur aaj yah ek successful car manufacturing company hai. 

Leave a Comment